-
Lakshya Chaudhary posted an update
SGX Nifty pehli bar upar gaya hai, ab dekho ki NSE kya karta hai. Khaali hai ab market. Dono side risk hai.
3 Comments-
Risk hai toh abhi chhodna zaroori nahi, lekin focus kaha hai?
-
Kya bhai zyada tension mat lena, Nifty Bank kuch aisa ho raha hai, bas abhi dekhiye, market open ho jaye toh sab clear hoga… 😬
-
-
GGM bhai, maine kuchh samajh nhi ki yeh upar ja raha hai kyun, abhi 10 minute pehle toh down ho raha tha.
-